Noori ilam ki 6 iksaam:
- Wazifai wo shuks: jo pakeezgi main rahta hain aus ka wazifa asar krta hay.
- Taweezati: taweez k zarye logoun ki Madad krna.
- Parhai noor: surat parhna…
- Jinati amal: jinnt ko kaboo krain gay
- Kbristani ilam: kuch ilam kabristan main hota hain, ye bohat takatwar hai, is main maslay bohat hain ager ho jaya to Acha ha warna nuksaan bohat hota hain.
- Shamsi ilam: Sitaroun k zarye ilam.
Amliyat:
Doosri makhlook ko taskhear karna, aun se madad Layna, mukhtalif iksam ki parhai krna amliyat kahlata hai. Is main ap ko bohat se khatrat paysh aa saktay hain, kun ka ais main ap dosri mukhlokat ki takat istimal krtay hain. Roohani amliyat ka maksad ye hai ka poshida kuwat ko hasil kia jaya, Lakin rohaniyat waqt talb ilam hai. Rohaniyat aik mahfooz ilam hai, magr amliyat main jan ka khatra lazmi hota hai. Aysa nai k amliyat ka ilam khtarnak hai ais se dosti or help bhi hoti hai.
In poshida kuwat ko hasil krna ka amliyat bhi khatarnak hota hain. Amliyat 2 tarhan se kiya jata hai, aik qurani tarika k zarye logoun ki khidamt ka liye or dosra shaitani tarika se burai k liye. Insan k har kam ka daro madar niyat par hai.
Amliyat ki Mukhtalif Sift hain:
- Ilam jinnat
- Ilam muklaat
- Ilam hmzaad
- Ilam jahfr
- Ilam paryan
- Qurani amliyat
- Amliyat arwah
- Taskhir hywanat
- Davi or davtaoun ki taskhir
- Kala jadu